Amazon se online shopping kaise karen.

hello friends welcome hai aapka hamari website ke new and fresh article mein. Aaj ham aapko bataenge ki Amazon app se online shopping kaise karen. yadi aap online shopping karna chahte ho to aaj ka yah article aapke liye bahut hi jyada use per hone wala hai isliye is article ko shuru Se lekar and Tak read karte rahiye. 

friends aajkal sabhi logon ke pass ek Android smartphone to hai hi. sabhi log Apne pure din ke samay mein se jyada Se jyada samay Apne smartphone par hi bitate hai. aajkal sabhi log internet se Jud chuke hain. ine sabhi reason ki vajah se online shopping ka craze bahut jyada badh gaya hai. yadi aap online shopping karna chahte hain to aapke liye best platform Amazon hi hai.

doston main aapko India ki is popular website ke bare mein bataun to yah ek best shopping application aur website hai. aap yahan Se acche tarike se products ko bi kar sakte ho aur yah ek popular and secure aur best shopping application hai.

 doston aap jab online kuchh buy karne ke liye koi platform search karoge to aapko internet par bahut sari website aur application mil jaenge jaha se online shopping kar sakte h jaise ki Paytm, myntra Flipkart Snapdeal ityadi. yah sari application India mein bahut jyada famous hai lekin ine sabhi application mein se a Amazon sabse best hai. kyunki yah India mein hi nahin balki worldwide famous hai. to chaliye doston ab ham aapko Amazon se online shopping kaise karte hain yah jankari de dete Hain.

Amazon Se online Shopping Kaise Kare ?

Doston aaj kal online shopping karne ka ka craze itna jyada ho gaya hai hai ki sabhi log Apne Ghar baithe bus mobile mein ek click karke kuchh bhi product apne ghar magana pasand karte Hain. bas online shopping main aapko Apne product ke liye payment karna hota hai aur aapka product aapke ghar per deliver ho jata hai.


kyunki doston aajkal sabhi logon ke pass market jakar saman khareed kar laane ke liye itna jyada time nahin hota hai. vah apna time bachane ke liye online shopping karna hi pasand karte Hain to Chali doston ab ham aapko bhi Bata dete Hain ki online shopping kis tarike se karte hain aap ko kin kin chijon ka Dhyan rakhna hai Puri jankari dete Hain.

Amazon ek bahut badiand popular e commerce company h iski website aur application hai jo ki India mein hi nahin pure worldwide popular hai. aur yahan per aapko sabhi product online buy karne ke liye mil jaate Hain yahan per aapko kaisa non-delivery ka bhi ek option dekhne Ko mil jata hai joki jyadatar product per available hota hai.

Amazon se online shopping kaise karen Puri jankari.

chaliye dosto ab ham aapko step-by-step batate Hain ki aapko Amazon se online shopping kis tarike se karni hai hamare dwara bataye Gaye sabhi steps ko acche tarike se follow Karen.

Step 1 

Amazon app website ko open Karen.

To Han to sabse pahle aap ko Google Play Store se Amazon application ko install kar lena hai ya per aap chaho to amazon.in per jakar website ko open kar sakte ho. application ko install karne ke bad aapko yahan per apna account create karna hai account  ke liye aapko mobile number aur email id dal kar login kar lena hai. 

Step2

Apna product search Karen.

doston aap jis product ko buy karna chahte ho aap ko simple se uska naam dalkar Amazon application ke search bar mein search karna hai. aap chaho to Amazon app ke home screen par bhi gai categories mein se bhi product ko dekh sakte ho.

Step 3 

Check Product Details

Doston Jaise hi aap apne search kiye Gaye product ko find kar lete ho to uske bad aapko use open kar lena hai. yahan per aapko use product ke bare mein sari jankari dekhne Ko mil jayegi ki usmein aap ko kya kya features milenge uski price ke rahegi aur aapko bahut sari reviews etc dekhne Ko mil jaenge.


Code

Step4

Buy now

yadi aapko apna product pasand a Gaya hai to simple se aapko niche slide karna hai aur aap ko vahan per by now ka option dekhne Ko mil jaega. aapko buy now ke option per tap karna hoga product ko buy karne ke liye. 

Step 5 

Add to cart 

Doston ko yahan per aapko ek aur option dekhne Ko milta hai add to cart. uski madad se aap kisi bhi product ko Apne card mein add karke rakh sakte ho aur aap usko bad mein bye kar sakte ho and aap ek sath bahut sare product ko cart mein add karne ke bad khareed sakte ho.

Step 6

Fill address

doston yadi aapane direct buy now button per click Kiya hai to iske bad aapko apna address verify karna hoga simple se aapko apna adress dal dena hai. yadi aapane apni product ko cart mein add kiya hai to aapko upar diye Gaye cart wale icon per click karna hoga.

Step 7

Select payment method

iske bad doston simple se aapko payment ka page open dekhega yahan per aapko select karna hai ki aap kis tarike se payment karna chahte ho Apne product ke liye. aap yahan per Amazon account se bhi pay kar sakte ho aap chaho to upi credit card debit card se bhi payment kar sakte ho. yadi aapke product per cash delivery ka option so ho raha hai to aap cash on delivery ke option ko bhi select kar sakte ho.

payment karne ke bad aapka product badhai ho chuka hai aur aapka product 2 ya 4 din ke andar aapke diye Gaye address per delivered ho jaega. to doston aap in hi steps ko follow karke Amazon application se online shopping badi aasani se aur kam se kam samay mein kar paoge.

                      DOWNLOAD

Conclusion-                                     

 friends aaj ke is article mein humne aapko bataya ki aap Amazon se online shopping kis tarike se kar sakte ho, aapko humne sari step by step jankari di. yadi aapko yah article pasand aaya to isi like Karen. Apne sabhi doston ke sath jyada Se jyada share Karen yadi aapke man mein koi sawal ya sujhav Ho to hamen comment karke jarur bataen thanks.

#buttons=(Accept !) #days=(20)

Our website uses cookies to enhance your experience. Learn More
Accept !
To Top